Monday 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Alfaaz To Bohut Hain Meri Mohabbat Bayaan Karne Ke Liye

Urdu Poetry 2016 Alfaaz To Bohut Hain Meri Mohabbat Bayaan Karne Ke Liye
Urdu Poetry 2016 Alfaaz To Bohut Hain Meri Mohabbat Bayaan Karne Ke Liye



  • main sochta hun zamane ka haal kya hoga agar ye uljhi hui zulf tu ne suljhai...
  • main to masjid se chala tha kisi kaba ki taraf dukh to ye hai ki ibaadat meri bad-nam hui...
  • mere habib meri muskurahaTon pe na ja KHuda-gawah mujhe aaj bhi tera gham hai...
  • waqt ki qabr men ulfat ka bharam rakhne ko apni hi lash utari hai tumhen kya malum...
  • wo dastan jo teri dilkashi ne chheDi thi hazar bar meri sadgi ne dohrai...
  • zindagi ke wo kisi moD pe gahe gahe mil to jate hain mulaqat kahan hoti hai...
  • aaghosh men mahkoge dikhai nahin doge tum nikhat-e-gulzar ho hum parda-e-shab hain...
  • aaj ki raat bhi tanha hi kaTi aaj ke din bhi andhera hoga...
  • aaKHir dua karen bhi to kis muddaa ke sath kaise zamin ki baat kahen aasman se hum...
  • ajab tazad men kaTa hai zindagi ka safar labon pe pyas thi baadal the sar pe chhae hue...




No comments:

Post a Comment