Monday, 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 December Loat Anay Se Humain Kya Faraq Parrta Hai

Urdu Poetry 2016 December Loat Anay Se Humain Kya Faraq Parrta Hai
Urdu Poetry 2016 December Loat Anay Se Humain Kya Faraq Parrta Hai



  • bahta aansu ek jhalak men kitne rup dikhaega aankh se ho kar gal bhigo kar miTTi men mil jaega...
  • bahut udas ho tum aur main bhi baiTha hun gae dinon ki kamar se kamar lagae hue...
  • bala ki chamak uske chehre pe thi mujhe kya KHabar thi ki mar jaega...
  • bhul gai wo shakl bhi aaKHir kab tak yaad koi rahta hai...
  • dhuen se aasman ka rang maila hota jata hai hare jangal badalte ja rahe hain kar-KHanon men...
  • dil bhar aaya kaghaz-e-Khaali ki surat dekh kar jinko likhna tha wo sab baaten zabani ho gain...
  • dil fasurda to hua dekh ke usko lekin umr bhar kaun jawan kaun hasin rahta hai...
  • dukh ke safar pe dil ko rawana to kar diya ab sari umr hath hilate rahenge hum...
  • ek lamhe men bikhar jata hai tana-bana aur phir umr guzar jati hai yakjai men...




No comments:

Post a Comment