Thursday, 10 December 2015

Sochta Hoon Itna Kyun Chaha Usay Aur Uskay Janay Ki Wajah Bhi

Sochta Hoon Itna Kyun Chaha Usay Aur Uskay Janay Ki Wajah Bhi
Sochta Hoon Itna Kyun Chaha Usay Aur Uskay Janay Ki Wajah Bhi




  • haya se sar jhuka lena ada se muskura dena hasinon ko bhi kitna sahl hai bijli gira dena...
  • hue is qadar mohazzab kabhi ghar ka munh na dekha kaTi umr hoTalon men mare aspatal ja kar...
  • hum aah bhi karte hain to ho jate hain badnam wo qatl bhi karte hain to charcha nahin hota...
  • hum aisi kul kitaben qabil-e-zabti samajhte hain ki jinko paDh ke laDke bap ko KHabti samajhte hain...
  • hum kya kahen ahbab kya kar-e-numayan kar gae BA hue naukar hue pension mili phir mar gae...
  • ilahi kaisi kaisi suraten tu ne banai hain ki har surat kaleje se laga lene ke qabil hai...
  • is qadar tha khaTmalon ka chaarpai men hujum wasl ka dil se mere arman ruKHsat ho gaya...
  • ishq ke izhaar men har-chand ruswai to hai par karun kya ab tabiat aap par aai to hai...
  • ishq nazuk-mizaj hai behad aql ka bojh uTha nahin sakta...
  • ishwa bhi hai shoKHi bhi tabassum bhi haya bhi zalim men aur ek baat hai is sab ke siwa bhi...


No comments:

Post a Comment