Monday, 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Warna Ye Insaan To Jaan Le Kar Bhi Raazi Nahi

Urdu Poetry 2016 Warna Ye Insaan To Jaan Le Kar Bhi Raazi Nahi
Urdu Poetry 2016 Warna Ye Insaan To Jaan Le Kar Bhi Raazi Nahi



  • hamen bhi arz-e-tamanna ka Dhab nahin aata mizaj-e-yar bhi sada hai kya kiya jae...
  • hamesha ke liye mujhse bichhaD ja ye manzar bar-ha dekha na jae...
  • ham-safar chahiye hujum nahin ek musafir bhi qafila hai mujhe...
  • hansi-KHushi se bichhaD ja agar bichhaDna hai ye har maqam pe kya sochta hai aaKHir tu...
  • har tarah ki be-sar-o-samaniyon ke bawajud aaj wo aaya to mujhko apna ghar achchha laga...
  • hawa men nashsha hi nashsha faza men rang hi rang ye kis ne pairahan apna uchhaal rakkha hai...
  • hua hai tujhse bichhaDne ke baad ye malum ki tu nahin tha tere sath ek duniya thi...
  • hujum aisa ki rahen nazar nahin aatin nasib aisa ki ab tak to qafila na hua...
  • hum agar manzilen na ban pae manzilon tak ka rasta ho jaen...
  • hum ko achchha nahin lagta koi hamnam tera koi tujh sa ho to phir nam bhi tujh sa rakkhe...



No comments:

Post a Comment