Monday, 21 December 2015

Urdu Poetry 2016 Mujhe Bhi Pata Tha Ke Badal Jaate Hain Log

Urdu Poetry 2016 Mujhe Bhi Pata Tha Ke Badal Jaate Hain Log
Urdu Poetry 2016 Mujhe Bhi Pata Tha Ke Badal Jaate Hain Log



  • tum takalluf ko bhi iKHlas samajhte ho faraaz dost hota nahin har hath milane wala...
  • TuTa to hun magar abhi bikhra nahin faraaz mere badan pe jaise shikaston ka jal ho...
  • ujaD ghar men ye KHushbu kahan se aai hai koi to hai dar-o-diwar ke alawa bhi...
  • umr bhar kaun nibhata hai talluq itna ai meri jaan ke dushman tujhe allah rakkhe...
  • us ka kya hai tum na sahi to chahne wale aur bahut tark-e-mohabbat karne walo tum tanha rah jaoge...
  • usko juda hue bhi zamana bahut hua ab kya kahen ye qissa purana bahut hua...
  • wo jis ghamanD se bichhDa gila to is ka hai ki sari baat mohabbat men rakh-rakhaw ki thi...
  • wo samne hain magar tishnagi nahin jati ye kya sitam hai ki dariya sarab jaisa hai...
  • wo waqt aa gaya hai ki sahil ko chhoD kar gahre samundaron men utar jaana chahiye...
  • yaad aai hai to phir TuT ke yaad aai hai koi guzri hui manzil koi bhuli hui dost...


No comments:

Post a Comment