Wednesday, 18 November 2015

Best urdu sad poetry with photos Samandar Se Kehdo Apni Mojain Sanbhaal Kar Rakhay

Best urdu sad poetry with photos Samandar Se Kehdo Apni Mojain Sanbhaal Kar Rakhay
Best urdu sad poetry with photos Samandar Se Kehdo Apni Mojain Sanbhaal Kar Rakhay



  • go hath ko jumbish nahin aankhon men to dam hai rahne do abhi saghar o mina mere aage...
  • go main raha rahin-e-sitam-ha-e-rozgar lekin tere KHayal se ghafil nahin raha...
  • gunjaish-e-adawat-e-aghyar yak taraf yan dil men zof se hawas-e-yar bhi nahin...
  • had chahiye saza men uqubat ke waste aaKHir gunahgar hun kafar nahin hun main...
  • hae us chaar girah kapDe ki qismat ghaalib jis ki qismat men ho aashiq ka gireban hona...
  • hai aadmi bajae KHud ek mahshar-e-KHayal hum anjuman samajhte hain KHalwat hi kyun na ho...
  • hai ab is mamure men qaht-e-gham-e-ulfat asad humne ye mana ki dilli men rahen khawenge kya...
  • hai ghaib-e-ghaib jis ko samajhte hain hum shuhud hain KHwab men hunuz jo jage hain KHwab men...
  • hai kaenat ko harakat tere zauq se partaw se aaftab ke zarre men jaan hai...
  • hai kahan tamanna ka dusra qadam ya rab humne dasht-e-imkan ko ek naqsh-e-pa paya...
  • hai KHabar garm un ke aane ki aaj hi ghar men boriya na hua...

No comments:

Post a Comment