Wednesday, 18 November 2015

Best urdu poetry sad with images Rooge Bohut Humse Bicharr Ke Maan Lo

Best urdu poetry sad with images Rooge Bohut Humse Bicharr Ke Maan Lo
Best urdu poetry sad with images Rooge Bohut Humse Bicharr Ke Maan Lo



  • jaan di di hui usi ki thi haq to yun hai ki haq ada na hua...
  • jaan tum par nisar karta hun main nahin jaanta dua kya hai...
  • jaana paDa raqib ke dar par hazar bar ai kash jaanta na tere rah-guzar ko main...
  • jab ki tujh bin nahin koi maujud phir ye hangama ai KHuda kya hai...
  • jab mai-kada chhuTa to phir ab kya jagah ki qaid masjid ho madrasa ho koi KHanqah ho...
  • jab tak ki na dekha tha qad-e-yar ka aalam main motaqid-e-fitna-e-mahshar na hua tha...
  • jab tawaqqoa hi uTh gai ghaalib kyun kisi ka gila kare koi...
  • jala hai jism jahan dil bhi jal gaya hoga kuredte ho jo ab rakh justuju kya hai...
  • jalwe ka tere wo aalam hai ki gar kije KHayal dida-e-dil ko ziyarat-gah-e-hairani kare...
  • jama karte ho kyun raqibon ko ek tamasha hua gila na hua...

No comments:

Post a Comment