Monday, 2 November 2015

Best dard bhari shayari about life Abida Parveen Very Sad Urdu Ghazal

Best dard bhari shayari about life Abida Parveen Very Sad Urdu Ghazal
Best dard bhari shayari about life Abida Parveen Very Sad Urdu Ghazal



  • ayan hai shakl teri yun hamare sina se ki jun sharab numayan ho aabgina se...
  • bap ka hai faKHr wo beTa ki rakhta ho kamal aaine ko dekh farzand-e-rashid-e-sang hai...
  • bedar rah-e-ishq kisu se na tai hui sahra men qais koh men farhad rah gaya...
  • dekh to fal men ki wo mujhse na milega milega kya hoga...
  • gar kisi ghair ko farmaoge tab jaanoge we hamin hain ki baja lawen jo irshad karo...
  • gar wo but-e-gulnar-qaba jalwa-numa ho den KHarqa-e-islam ko ahl-e-haram aatish...
  • hai KHayal us ka mana-e-guftar warna sau quwwat-e-bayan hai mujhe...
  • hain tasawwur men uske aankhen band log jaanen hain KHwab karta hun...
  • hawas-o-hosh ko chhoD aap dil gaya us pas jab ahl-e-fauj hi mil jaen kya sipah kare...
  • ho gae daur men us chashm ke mai-KHane KHarab na kahin shisha raha aur na kahin jam raha...
  • hum pe sau zulm o sitam kijiyega ek milne ko na kam kijiyega...
  • khel se kah apni mizha se ki baz aae aalam ko neza-bazi se zer-o-zabar kiya...


No comments:

Post a Comment