Monday 2 November 2015

Best sad shayari sms photo Us Waqt Tere Dil Mai Bohut Dard Uthayga

Best sad shayari sms photo Us Waqt Tere Dil Mai Bohut Dard Uthayga
Best sad shayari sms photo Us Waqt Tere Dil Mai Bohut Dard Uthayga



  • KHun ho jaen KHak men mil jaen hazrat-e-dil se kuchh baid nahin...
  • na mudaraat hamari na adu se nafrat na wafa hi tumhen aai na jafa hi aai...
  • shifa kya ho nahin sakti hamen lekin nahin hoti dawa kya kar nahin sakte hain hum lekin nahin karte...
  • shikwa sun kar jo mizaj-e-but-e-bad-KHu badla humne bhi sath hi taqrir ka pahlu badla...
  • unki hasrat bhi nahin main bhi nahin dil bhi nahin ab to beKHud hai ye aalam meri tanhai ka...
  • waiz o mohtasib ka jamghaT hai mai-kada ab to mai-kada na raha...
  • wo jo kar rahe hain baja kar rahe hain ye jo ho raha hai baja ho raha hai...
  • wo un ka wasl men ye kah ke muskura dena tulu-e-subh se pahle hamen jaga dena...
  • farishte dekh rahe hain zamin o charKH ka rabt ye fasla bhi to insan ki ek jast lage...
  • log to ja ke samundar ko jala aae hain main jise phunk kar aaya wo mera ghar nikla...
  • ulajh rahe hain bahut log meri shohrat se kisi ko yun to koi mujhse iKHtilaf na tha...
  • us ka jawab ek hi lamhe men KHatm tha phir bhi mere sawal ka haq der tak raha...
  • wo the jawab ke sahil pe muntazir lekin samay ki naw men mera sawal Dub gaya...
  • zamin pyasi hai buDha gagan bhi bhuka hai main apne ahd ke qisse tamam likhta hun...
  • ab aadmi kuchh aur hamari nazar men hai jab se suna hai yar libas-e-bashar men hai...
  • ai junun kyun liye jata hai bayaban men mujhe jab tujhe aata hai ghar ko mere sahra karna...
  • apna to ye mazhab hai kaba ho ki but-KHana jis ja tumhen dekhenge hum sar ko jhuka denge...
  • barhaman mujhko banana na musalman karna mere saqi mujhe mast-e-mai-e-irfan karna...


No comments:

Post a Comment