Monday, 2 November 2015

Best shayari love of 140 characters Bhool Jata Hoon Har Ek Baat Magar Kya Kahiye

Best shayari love of 140 characters Bhool Jata Hoon Har Ek Baat Magar Kya Kahiye
Best shayari love of 140 characters Bhool Jata Hoon Har Ek Baat Magar Kya Kahiye



  • panw ke hath se gardish hi rahi mujhko mudam chaak ki tarah se kis roz mera sar na phira...
  • paron ko khol de zalim jo band karta hai qafas ko le ke main uD jaunga kahan sayyaad...
  • pas-e-din kufr men raha malhuz but ko puja KHuda KHuda kar ke...
  • pher lata hai KHat-e-shauq mera ho ke tabah zabh kar Dalunga ab ki jo kabutar bahka...
  • phir wahi kunj-e-qafas hai wahi sayyaad ka ghar aur do roz hawa bagh men kha le bulbul...
  • qais samjha meri laila ki sawari aai dur se jab koi sahra men bagula uTTha...
  • rindan-e-ishq chhuT gae mazhab ki qaid se ghanTa raha gale men na zunnar rah gaya...
  • rutba-e-kufr hai kis baat men kam iman se shaukat-e-kaba to hai shan-e-kalisa dekho...
  • TuTe but masjid bani mismar but-KHana hua jab to ek surat bhi thi ab saf virana hua...
  • zulfon ki tarah umr basar ho gai apni hum KHana-ba-doshon ko kahin ghar nahin milta...
  • ab kaise charagh kya charaghan jab sara wajud jal raha hai...
  • hum itne pareshan the ki haal-e-dil-e-sozan un ko bhi sunaya ki jo gham-KHwar nahin the...
  • hum ruh-e-safar hain hamen namon se na pahchan kal aur kisi nam se aa jaenge hum log...

No comments:

Post a Comment