Monday, 2 November 2015

Best shayari on sharab and love Urdu Ghazal Nusrat Fateh Ali Khan Main Talkhi-e-Hayat se

Best shayari on sharab and love Urdu Ghazal Nusrat Fateh Ali Khan Main Talkhi-e-Hayat se
Best shayari on sharab and love Urdu Ghazal Nusrat Fateh Ali Khan Main Talkhi-e-Hayat se



  • wahdat men teri harf dui ka na aa sake aaina kya majal tujhe munh dikha sake...
  • yak-ba-yak le uTha hamara nam ji men kya uske aa gaya hoga...
  • ya-rab ye kya tilism hai idrak-o-fahm yan dauDe hazar aap se bahar na ja sake...
  • zalim jafa jo chahe so kar mujh pe tu wale pachhtawe phir tu aap hi aisa na kar kahin...
  • zikr mera hi wo karta tha sarihan lekin maine puchha to kaha KHair ye mazkur na tha...
  • zindagi hai ya koi tufan hai! hum to is jine ke hathon mar chale...
  • ab teri dad na fariyaad kiya karta hun raat din chupke paDa yaad kiya karta hun...
  • apne nazdik dard-e-dil main kaha tere nazdik qissa-KHwani ki...
  • bewafa teri kuchh nahin taqsir mujhko meri wafa hi ras nahin...
  • dard-e-dil chhoD jaiye so kahan apni bahar to yahan guzar hi nahin...
  • kaam tujhse abhi to saqi hai ki zara hum ko hosh baqi hai...
  • liya hai dil hi faqat aur jaan baqi hai abhi to kaam tumhen mehrban baqi hai...


No comments:

Post a Comment