Saturday, 14 November 2015

Best urdu friendship poetry Nahi Aisa Ke Ab Parwaaz Ki Taqaat Naahi Baaqi

Best urdu friendship poetry Nahi Aisa Ke Ab Parwaaz Ki Taqaat Naahi Baaqi
Best urdu friendship poetry Nahi Aisa Ke Ab Parwaaz Ki Taqaat Naahi Baaqi



  • ki tark-e-mai to mail-e-pindar ho gaya main tauba kar ke aur gunahgar ho gaya...
  • koi nam-o-nishan puchhe to ai qasid bata dena taKHallus dagh hai wo aashiqon ke dil men rahte hain...
  • kya iztirab-e-shauq ne mujhko KHajil kiya wo puchhte hain kahiye irade kahan ke hain...
  • kya kya fareb dil ko diye iztirab men unki taraf se aap likhe KHat jawab men...
  • kya puchhte ho kaun hai ye kis ki hai shohrat kya tumne kabhi dagh ka diwan nahin dekha...
  • kyun wasl ki shab hath lagane nahin dete mashuq ho ya koi amanat ho kisi ki...
  • lakh dene ka ek dena tha dil-e-be-muddaa diya tu ne...
  • le chala jaan meri ruTh ke jaana tera aise aane se to behtar tha na aana tera...
  • lijiye suniye ab afsana-e-furqat mujhse aapne yaad dilaya to mujhe yaad aaya...
  • lipaT jate hain wo bijli ke Dar se ilahi ye ghaTa do din to barse...
  • lutf-e-mai tujhse kya kahun zahid hae kam-baKHt tu ne pi hi nahin...
  • main bhi hairan hun ai dagh ki ye baat hai kya wada wo karte hain aata hai tabassum mujhko...

No comments:

Post a Comment