Saturday, 14 November 2015

Best urdu love poetry in pictures Tere Baghair Bhi To Ghaneemat Hai Zindagi

Best urdu love poetry in pictures Tere Baghair Bhi To Ghaneemat Hai Zindagi
Best urdu love poetry in pictures Tere Baghair Bhi To Ghaneemat Hai Zindagi



  • ye kaun phir se unhin raston men chhoD gaya abhi abhi to azab-e-safar se nikla tha...
  • ye kin nazron se tu ne aaj dekha ki tera dekhna dekha na jae...
  • yun to pahle bhi hue us se kai bar juda lekin ab ke nazar aate hain kuchh aasar juda...
  • yunhi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai kis qadar jald badal jate hain insan jaanan...
  • zabt lazim hai magar dukh hai qayamat ka faraaz zalim ab ke bhi na roega to mar jaega...
  • zindagi par is se baDh kar tanz kya hoga faraaz us ka ye kahna ki tu shaer hai diwana nahin...
  • zindagi se yahi gila hai mujhe tu bahut der se mila hai mujhe...
  • zindagi teri ata thi so tere nam ki hai humne jaise bhi basar ki tera ehsan jaanan...
  • aabaadi bhi dekhi hai virane bhi dekhe hain jo ujDe aur phir na base dil wo nirali basti hai...
  • aankh uThai hi thi ki khai choT bach gai aankh dil pe aai choT...
  • aate hain ayaadat ko to karte hain nasihat ahbab se gham-KHwar hua bhi nahin jata...

No comments:

Post a Comment