Saturday, 14 November 2015

Best urdu poetry on love images Kahin Jo Ho Guzar Tera Wafaon Ke Bagheechay Se

Best urdu poetry on love images Kahin Jo Ho Guzar Tera Wafaon Ke Bagheechay Se
Best urdu poetry on love images Kahin Jo Ho Guzar Tera Wafaon Ke Bagheechay Se



  • ek muamma hai samajhne ka na samjhane ka zindagi kahe ko hai KHwab hai diwane ka...
  • fani dawa-e-dard-e-jigar zahr to nahin kyun hath kanpta hai mere chaarasaz ka...
  • har nafas umr-e-guzishta ki hai mayyat fani zindagi nam hai mar mar ke jiye jaane ka...
  • har musibat ka diya ek tabassum se jawab is tarah gardish-e-dauran ko rulaya maine...
  • hijr men muskurae ja dil men use talash kar naz-e-sitam uThae ja raaz-e-sitam na fash kar...
  • hum hain uske KHayal ki taswir jis ki taswir hai KHayal apna...
  • ibtida-e-ishq hai lutf-e-shabab aane ko hai sabr ruKHsat ho raha hai iztirab aane ko hai...
  • is dard ka ilaj ajal ke siwa bhi hai kyun chaarasaz tujhko ummid-e-shifa bhi hai...
  • jalwa o dil men farq nahin jalwe ko hi ab dil kahte hain yani ishq ki hasti ka aaghaz to hai anjam ...
  • jaur ko jaur bhi ab kya kahiye KHud wo taDpa ke taDap jate hain...

No comments:

Post a Comment