Saturday, 14 November 2015

Best urdu poetry on success Apne Ghar Ko Bhi Kahin Aag Lagata Hai Koi

Best urdu poetry on success Apne Ghar Ko Bhi Kahin Aag Lagata Hai Koi
Best urdu poetry on success Apne Ghar Ko Bhi Kahin Aag Lagata Hai Koi



  • ye uDi uDi si rangat ye khule khule se gesu teri subh kah rahi hai teri raat ka fasana...
  • zabt bhi sabr bhi imkan men sab kuchh hai magar pahle kam-baKHt mera dil to mera dil ho jae...
  • ab mujhse sambhalti nahin ye dard ki saughat le tujhko mubarak ho sambhaal apni ye duniya...
  • hausla sab ne baDhaya hai mere munsif ka tum bhi inam koi meri saza par likh do...
  • hun wardat ka aini gawah main mujhse ye meri maut se pahle mera bayan le lo...
  • yun bhi kiya hai humne haq-e-dilbari ada apni hi jit apne hi hathon se haar di...
  • aaj ek aur baras bit gaya uske baghair jis ke hote hue hote the zamane mere...
  • aaj hum dar pe khinche gae jin baaton par kya ajab kal wo zamane ko nisabon men milen...
  • aankh se dur na ho dil se utar jaega waqt ka kya hai guzarta hai guzar jaega...
  • aashiqi men mir jaise KHwab mat dekha karo bawle ho jaoge mahtab mat dekha karo...

No comments:

Post a Comment