Saturday, 14 November 2015

Best urdu poetry qarar Zabat Lazim Hai Magar Dukh Hai Qayamat Ka Faraz

Best urdu poetry qarar Zabat Lazim Hai Magar Dukh Hai Qayamat Ka Faraz
Best urdu poetry qarar Zabat Lazim Hai Magar Dukh Hai Qayamat Ka Faraz



  • agarche zor hawaon ne Dal rakkha hai magar charagh ne lau ko sambhaal rakkha hai...
  • aisa hai ki sab KHwab musalsal nahin hote jo aaj to hote hain magar kal nahin hote...
  • aisi tarikiyan aankhon men basi hain ki faraaz raat to raat hai hum din ko jalate hain charagh...
  • aur faraaz chahiyen kitni mohabbaten tujhe maon ne tere nam par bachchon ka nam rakh diya...
  • bahut dinon se nahin hai kuchh uski KHair KHabar chalo faraaz ko ai yar chal ke dekhte hain...
  • bandagi humne chhoD di hai faraaz kya karen log jab KHuda ho jaen...
  • ba-zahir ek hi shab hai firaq-e-yar magar koi guzarne baiThe to umr sari lage...
  • bhari bahaar men ek shaKH par khila hai gulab ki jaise tu ne hatheli pe gal rakkha hai...
  • chala tha zikr zamane ki bewafai ka so aa gaya hai tumhaara KHayal waise hi...
  • chup-chap apni aag men jalte raho faraaz duniya to arz-e-haal se be-abru kare...
  • dekha mujhe to tark-e-talluq ke bawajud wo muskura diya ye hunar bhi usi ka tha...

No comments:

Post a Comment