Monday, 2 November 2015

Best mast shayari on dosti in hindi Kehne Ko Wo Haseen Thay Magar Ankhain Theen Bewafa

Best mast shayari on dosti in hindi Kehne Ko Wo Haseen Thay Magar Ankhain Theen Bewafa
Best mast shayari on dosti in hindi Kehne Ko Wo Haseen Thay Magar Ankhain Theen Bewafa



  • kafir hun jo mahram pe bhi hath uske laga ho mashhur ghalat mahram-e-asrar hue hum...
  • kahiye kyunkar na use baadshah-e-kishwar-e-husn ki jahan ja ke wo baiTha wahin darbar laga...
  • kaifiyat mahfil-e-KHuban ki na us bin puchho usko dekhun na to phir de mujhe dikhlai kya...
  • kal is sanam ke kuche se nikla jo shaiKH-e-waqt kahte the sab idhar se ajab barhaman gaya...
  • kar leta hun band aankhen main diwar se lag kar baiThe hai kisi se jo koi pyar se lag kar...
  • khae so pachhtae aur pachhtae wo bhi jo na khae ye gham-e-ishq-e-butan laDDu hai goya bor ka...
  • KHalal ek paD gaya nahaq gul o bulbul ki sohbat men abas khola tha tu ne bagh men ai gul badan apna...
  • KHuban-e-jahan ki hai tere husn se KHubi tu KHub na hota to koi KHub na hota...
  • ki be-zari falak ne hawale najib ke paji har ek sahab-e-zar aae hai nazar...
  • kisht-e-dil fauj-e-gham ne ki taraj tis pe tu mangne KHiraj aaya...
  • kya kya kiya hai kucha-ba-kucha mujhe KHarab KHana KHarab ho dil-e-KHana-KHarab ka...
  • lab-e-KHayal se us lab ka jo liya bosa to munh hi munh men ajab tarah ka maza aaya...


No comments:

Post a Comment