Monday, 2 November 2015

Best small shayari on dosti Ek Lafaz Jisay Log Zindagi Kehte Hain

Best small shayari on dosti Ek Lafaz Jisay Log Zindagi Kehte Hain
Best small shayari on dosti Ek Lafaz Jisay Log Zindagi Kehte Hain



  • lagte hi hath ke jo khinche hai ruh tan se kya jaanen kya wo shai hai uske badan ke andar...
  • lash ko meri chhupa kar ek kuen men Dal do yaro main kushta hun ek parda-nashin ki chah ka...
  • lazzat-e-wasl koi puchhe to pi jata hun kah ke honTon hi men honTon ke milane ka maza...
  • main to hairan hun matab hai ki dar-e-yar hai ye yan to bimar pe bimar chale aate hain...
  • mashhur jawani men ho wo kyun na jagat-baz mailan-e-tabiat tha laDakpan se zile par...
  • mere marne ki KHabar sun kar laga kahne wo shoKH dil hi dil men apne kuchh kuchh soch kar achchha h...
  • mil gae the ek bar is ke jo mere lab se lab umr bhar honTon pe apne main zaban phera kiya...
  • mil gae the ek bar uske jo mere lab se lab umr bhar honTon pe apne hum zaban phera kiye...
  • mujh mast ko kyun bhae na wo sanwli surat ji dauDe hai mai-kash ka ghiza-e-namakin par...
  • mujhko hua ye KHak-nashini se faeda tha dil ke aaine pe jo kuchh rang uD gaya...
  • na hai ab KHak-afshani na hairani na uryani junun gar aa gaya to le ke sab saman aawega...
  • nahin dil dharne ki jagah jo ba-afzuni-e-husn dekha shab usko to ek Khaal ba-ruKHsar na tha...


No comments:

Post a Comment