Saturday, 14 November 2015

Best urdu poetry to say sorry Ye Jo Palkon Ke Kinaray Humne Bhigoye Nahi

Best urdu poetry to say sorry Ye Jo Palkon Ke Kinaray Humne Bhigoye Nahi
Best urdu poetry to say sorry Ye Jo Palkon Ke Kinaray Humne Bhigoye Nahi



  • har tarah ki be-sar-o-samaniyon ke bawajud aaj wo aaya to mujhko apna ghar achchha laga...
  • hawa men nashsha hi nashsha faza men rang hi rang ye kis ne pairahan apna uchhaal rakkha hai...
  • hua hai tujhse bichhaDne ke baad ye malum ki tu nahin tha tere sath ek duniya thi...
  • hujum aisa ki rahen nazar nahin aatin nasib aisa ki ab tak to qafila na hua...
  • hum agar manzilen na ban pae manzilon tak ka rasta ho jaen...
  • hum ko achchha nahin lagta koi hamnam tera koi tujh sa ho to phir nam bhi tujh sa rakkhe...
  • hum ko us shahr men tamir ka sauda hai jahan log memar ko chun dete hain diwar ke sath...
  • hum tere shauq men yun KHud ko ganwa baiThe hain jaise bachche kisi tyauhaar men gum ho jaen...
  • is ahd-e-zulm men main bhi sharik hun jaise mera sukut mujhe saKHt mujrimana laga...
  • is qadar musalsal thin shiddaten judai ki aaj pahli bar us se maine bewafai ki...

No comments:

Post a Comment