Saturday, 14 November 2015

Best urdu poetry udaas lamhay facebook Hoon Ajeeb Kashmakash Mai Howi Zindagi Parai

Best urdu poetry udaas lamhay facebook Hoon Ajeeb Kashmakash Mai Howi Zindagi Parai
Best urdu poetry udaas lamhay facebook Hoon Ajeeb Kashmakash Mai Howi Zindagi Parai



  • is se baDh kar koi inam-e-hunar kya hai faraaz apne hi ahd men ek shaKHs fasana ban jae...
  • is se pahle ki bewafa ho jaen kyun na ai dost hum juda ho jaen...
  • is zindagi men itni faraghat kise nasib itna na yaad aa ki tujhe bhul jaen hum...
  • jab bhi dil khol ke roe honge log aaram se soe honge...
  • ji men jo aati hai kar guzro kahin aisa na ho kal pasheman hon ki kyun dil ka kaha mana nahin...
  • jis se ye tabiat baDi mushkil se lagi thi dekha to wo taswir har ek dil se lagi thi...
  • jo ghair the wo isi baat par hamare hue ki humse dost bahut be-KHabar hamare hue...
  • jo ghazal aaj tere hijr men likkhi hai wo kal kya KHabar ahl-e-mohabbat ka tarana ban jae...
  • jo zahr pi chuka hun tumhin ne mujhe diya ab tum to zindagi ki duaen mujhe na do...
  • judaiyan to muqaddar hain phir bhi jaan-e-safar kuchh aur dur zara sath chal ke dekhte hain...
  • kabhi faraaz se aa kar milo jo waqt mile ye shaKHs KHub hai ashaar ke alawa bhi...

No comments:

Post a Comment