Saturday, 14 November 2015

Best urdu poetry with photos Najanay Kaisi Hawa Chali Hai Ke Shehar Sara Badal Gaya Hy

Best urdu poetry with photos Najanay Kaisi Hawa Chali Hai Ke Shehar Sara Badal Gaya Hy
Best urdu poetry with photos Najanay Kaisi Hawa Chali Hai Ke Shehar Sara Badal Gaya Hy



  • kuchh mushkilen aisi hain ki aasan nahin hotin kuchh aise muamme hain kabhi hal nahin hote...
  • kya kahen kitne marasim the hamare us se wo jo ek shaKHs hai munh pher ke jaane wala...
  • lo phir tere labon pe usi bewafa ka zikr ahmad faraaz tujhse kaha na bahut hua...
  • mai-kade men kya takalluf mai-kashi men kya hijab bazm-e-saqi men adab aadab mat dekha karo...
  • main KHud ko bhul chuka tha magar jahan wale udas chhoD gae aaina dikha ke mujhe...
  • main kya karun mere qatil na chahne par bhi tere liye mere dil se dua nikalti hai...
  • main raat TuT ke roya to chain se soya ki dil ka zahr meri chashm-e-tar se nikla tha...
  • maine dekha hai bahaaron men chaman ko jalte hai koi KHwab ki tabir batane wala...
  • mar gae pyas ke mare to uTha abr-e-karam bujh gai bazm to ab shama jalata kya hai...
  • meri KHatir na sahi apni ana ki KHatir apne bandon se to pindar KHudai le le...
  • mir ke manind aksar zist karta tha faraaz tha to wo diwana sa shair magar achchha laga...
  • muddaten ho gain faraaz magar wo jo diwangi ki thi hai abhi...

No comments:

Post a Comment