Saturday, 14 November 2015

Best urdu poetry zindagi bewafa Tumhe Khabar He Nahi Ke Koi Toot Gaya

Best urdu poetry zindagi bewafa Tumhe Khabar He Nahi Ke Koi Toot Gaya
Best urdu poetry zindagi bewafa Tumhe Khabar He Nahi Ke Koi Toot Gaya



  • mujhse bichhaD ke tu bhi to roega umr bhar ye soch le ki main bhi teri KHwahishon men hun...
  • munsif ho agar tum to kab insaf karoge mujrim hain agar hum to saza kyun nahin dete...
  • muntazir kis ka hun TuTi hui dahliz pe main kaun aaega yahan kaun hai aane wala...
  • na manzilon ko na hum rahguzar ko dekhte hain ajab safar hai ki bas ham-safar ko dekhte hain...
  • na shab o roz hi badle hain na haal achchha hai kis barhaman ne kaha tha ki ye sal achchha hai...
  • na tera qurb na baada hai kya kiya jae phir aaj dukh bhi ziyaada hai kya kiya jae...
  • na tujhko mat hui hai na mujhko mat hui so ab ke donon hi chaalen badal ke dekhte hain...
  • naseha tujhko KHabar kya ki mohabbat kya hai roz aa jata hai samjhata hai yun hai yun hai...
  • pahle pahle hawas ik-adh dukan kholti hai phir to bazar ke bazar se lag jate hain...

No comments:

Post a Comment